Wajood mera hai ek qatra.Samandar se nikaalo gar
Na hoga gila samandar ko.Na Dunia ka bhala hoga .
Zaroorat kya kise meriNa ab kuch kaam hai mera
Jab Uthna baithna bhi doobhar ho gaya mera
Ab kuch farq na hoga mere honay na honay se
Main hoon to kya main hoon nahin to kya
Yehi chalan sab ka hai aur anjaam bhi sab ka
No comments:
Post a Comment