Rahega nazariya tera , rahe teri soch tanha
Khushi ka dariya tera , rahe ghamon ka bojh tanha
Tanha tera wajood teri pehchaan tanha
Tanha teri hudood teri udaan tanha
Teri rehguzar mukhtalif , teri manzil tanha
Teri rahat wo takleef teri mushkil tanha
Tera sabr shukr aur teri adaavat tanha
Tera zikr fikr aur teri ibaadat tanaa
Hua hai aana duniya mein jis tarah tanha
Hoga tera jaana bhi dunya se is tarah tanha

No comments:
Post a Comment