Mustaqil hai kashmaksh mustaqil hai jang
Hum ko nahin
pata , hain zindagi ke kai rang
Rehte hain tere zulm se hamesha ba khabar
Behtar tha
majnoon rahte hote na kabhi tang
Karte na fikr sab ki aur na karte hum khyaal
Huway khuwaar isliye rakha jo sab ko sang
Khush hain wohi aaj jo karte hain dar guzar
Logo ki
zimmedaari wo riwaayaton ka dhang
Karta hun iltija, faqat maangu ye dua
Le le hawaas mere bana de mujhe malang.
No comments:
Post a Comment