Tuesday, January 11, 2011

KHUD PAR BHAROSA- (IN HINDI -URDU MIX)

Khud pe kar bharosa tu sapne phir sahakaar honge
Har wo kaam jo na mumkin lage ,mumkin yaar honge
Kaamyaabi milegi ek din aur tum manzil ko paaogey
Kathin raastay phir jeevan ke khud hamwaar honge

No comments:

Post a Comment