Hotey hain tamaashey to duniya mein har ek roz Hum ne kisi kirdaar ko pukhtaa nahin dekha --------------------------------------------------------------------- Hotey hain tamaashey to duniya mein har ek roz Kirdaar jo hain guzray nahin miltay hain imroz Pheekay hain rookhay hain koi dum nahin in mein Jazba hai naa koshish, wahi fitrat hai har nauroz ---------------------------------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment