Pal pal mere khayaalon mein samati hai.
Karwat karwat jis ki yaad sataati hai
Nas nas mein jab se dekha hai basti hai
Nazar nazar mein nigaahon mein sajti hai
Qatra qatra raahat ban ke barsati hai
Nazar nazar jise dekhne tarasti hai
Kaun hai tu bata meri tu kya lagti hai
Qadam qadam pe mujhe tu bhali si lagti hai
No comments:
Post a Comment