Dekho mulzim ya mujrim na tehraana mujhe
Sochey thay jo iraade kisi wajeh agar tootay
-----------------------------
Kaisi hai kaifiyat yeh meri intezaar mein
Guzarta waqt mujh ko lage ke hai thahera
----------------------------------
Sab ke apney masaael hain jo haayel hain
Koi shikwa na rahe yeh agar hum samjhein
------
Dhoonday se bhi alfaaz miltey nahin mujhey
Taareef doston ki karoon kis tarah se mein
-------
Zindagi woh apni ji ke chala
Jo jitni likha ke laaya tha,
-------------------
Koi bhi pal be-fikri ka ab milta naihn
Fikrein badhney lagein umr ke sath sath

No comments:
Post a Comment