Kidhar hai jaa ke baitha tu kidhar hai jaa ke baitha
Khata huwee koi mujh se jo tu yun baitha hai aintha
Na koi chitti na koi mail na ki koi khabriya
Hum taake hain rasta tera tu kis chala dagriya
Rot rot ab naina bheege aaye na hum ko chaina
Din bhi soona shaam bhi sooni, sooni lage hai raina
Kab tak ab is haal mein ab padey ga hum ko jeena
Yaad kar kar ke tujh ko ab hai aansoo hum ko peena
Chale bhi aao na tarsaao tum bin dil ka haal bura hai
Baarish ki rim jhim bhi lage ab geet koi be sura hai

No comments:
Post a Comment