Junoon zindagi mein shaamil hai
Yeh taari hota hai kai shakal liye
Diwaangi ko deewaana pan na samajh
Yeh taari hoti hai aksar aqal liye
Bekhudi khud pe ho taari khuda ki marzi hai
Yeh abad pe aa ke hai pohanchi azal liye
Paagal bana diya zamane ke zulm ne
Patti aankhon pe padi thi jo thay adal liye

No comments:
Post a Comment