Dhoonday se bhi alfaaz miltey nahin mujhey
Taareef doston ki karoon kis tarah se mein
-----
Zindagi woh apni ji ke chala
Jo jitni likha ke laaya tha
, ------
Karoon mein zikr kya apni wafadaari ka
Qasmein khaate hain log meri wafadaari ki
----
kya kya woh keh gaya Mullah
Samajh ke deen ko jaagir apni
-----
Dua hai ye khuda se ke bas itna hi miley
Qadam qadam pe raahat karwat karwat jannat
-----
Na jaane kab ki doob chuki hoti
Hai qaayam ye Duniya chand tinko pe

No comments:
Post a Comment